Roman script

taklid-e-mohammad bhul na ja

tauhid ka danka aaj baja

tu muslim hai ye yaad rahe

aazaad hua  aazaad  rahe

teri duniya aabaad rahe

duniya ik apani nai bana

nabiyo ne di ye gawaahi hai

tu raah-e-khuda ka raahi hai

ahmad ki gulaami shaahi hai

ye saabit kar de aaj  zara

islaam sukun kaa hai saaya

insaan ne yaha sukh hai paaya

faiyaz ye din jab se aaya

muhtaaj-o-gani ka farq mita

Explore this song