Roman script

yaad humein kyu aate ho 

ab yaad humein kyu aate ho 

ujad gai hai duniya ab to 

yaad humein kyu aate ho 

dil me ab wo zor kaha  

dil me ab wo zor kaha 

bekar humein tadpate ho 

yaad humein kyu aate ho 

ab yaad humein kyu aate ho 

hase hase ko rula gaye tum 

bane bane ko mita gaye tum 

hase hase ko rula gaye tum 

bane bane ko mita gaye tum 

ye geet purane ho gaye 

unko phir kyu gati ho 

yaad humein kyu aate ho 

ab yaad humein kyu aate ho 

dil ka khilona jan ke toda 

hum ko pagal bana ke choda 

dil ka khilona jan ke toda 

hum ko pagal bana ke choda 

ab jee kya bhara nahi 

haaye hume jalati ho 

yaad humein kyu aate ho 

ab yaad humein kyu aate ho

Explore this song