Roman script

sun le meri jaan kah rahi zubaa 

sun le meri jaan kah rahi zubaa 

pyar ki dastaan ho pyar ki dataa

maine sun liya dil ne chun liya 

maine sun liya dil ne chun liya 

tum ko meherbaan ho tum ko meherbaan 

maine sun liya 

rahe ye haath haath me na chute umar bhar 

rahe ye haath haath me na chute umar bhar 

na chute umar bhar na khatm ho hamare

pyar ka safar pyar ka safar 

ruke na dilruba chale yunhi sada 

ruke na dilruba chale yunhi sada apna karva 

ho apna karva sun le meri jaan 

kadam kadam pe dega gam zaman chah me 

kadam kadam pe dega gam zaman chah me 

zaman chah me jeet jayenge hum 

vafa ki rah me vafa ki raah me 

ye vada pyaar ka na dena tum bhula 

ye vada pyaar ka na dena tum bhula 

mere passba mere passba

maine sun liya 

gavah asman hai aur ye zami hai 

gavah asman hai aur ye zami hai 

ye zami hai daga na doge tum kabhi 

mujhe yakeen hai mujhe yakeen hai 

kasam teri sanam juda na honge hum 

kasam teri sanam juda na honge hum 

jeete jee yaha ho jeete jee yaha 

sun le meri jaan kah rahi zubaa 

sun le meri jaan kah rahi zubaa 

pyar ki dastaan ho pyar ki dataa

Explore this song