Roman script

jata kaha hai parwane jalti shamma ko chodkar 
lagti hai loh timtimane parwane aaja najar 

najar se najar mila bekhbar
kal ki kise hai khbar
najar se najar mila bekhbar
kal ki kise hai khbar
dekhi kaha humne duniya diwane 
dekhi kaha humne duniya diwane 
aaja dikha dua
jata kaha hai parwane jalti shamma ko chodkar 
lagti hai loh timtimane parwane aaja najar 
meri khata kya hai bata
kyo mujhse tu hai khafa 
meri khata kya hai bata
kyo mujhse tu hai khafa 
teri ada or ye jhuthe bhane 
teri ada or ye jhuthe bhane 
aachi nahi bewafa aa aa 
jata kaha hai parwane jalti shamma ko chodkar 
lagti hai loh timtimane parwane aaja najar 
jata kaha hai parwane jalti shamma ko chodkar 
lagti hai loh timtimane parwane aaja najar

Song details

Song video

Watch on YouTube