Roman script

sun lo meharban mushkil jina yaha

aaye tum kaha

aankhe ye kali kali

bate nishane wali

jaye na waar khali bachna

dekho na aise dekho

hum pe najar na feko

samjho na bholi bhali bachna

bijli hu jo bhi chune lage

sau jhatke lage

sau jhatke lage ye sun lo

dil ko jara samjha do

na humse atke

na humse atke ye sun lo

haye haye haye

aankhe ye kali kali

bate nishane wali

jaye na waar khali bachna

sun lo meharban mushkil jina yaha

aaye tum kaha

julfe ghata kehlaye

ghata bhi aisi

ghata bhi aisi ke tauba

mere ishare katil 

ada bhi aisi

ada bhi aisi ke tauba

haye haye haye

aankhe ye kali kali

bate nishane wali

jaye na waar khali bachna

sun lo meharban mushkil jina yaha

aaye tum kaha

rehna sambhal ke rehna

na phir pachhtana

na phir pachhtana kahi tum

kehti hu dekho dekho

na mare jana

na mare jana kahi tum 

haye haye haye

aankhe ye kali kali

bate nishane wali

jaye na waar khali bachna

dekho na aise dekho

hum pe najar na feko

samjho na bholi bhali bachna

Explore this song