Roman script

saare jahan se acchha hindosta hamara

sare jaha se achha hum bulbule hai iski

ya gulsita hamara hamara

neend mai raha mai aakh khuli der se

vo leke bhaga dekho desh meri jeb se

chhin kr vo sach ke tukde hajar kar

khdedta hai muzjhko meri hi jameen se

daude rgo mai aaj daude rgo mai aaj mare uchal hai

maa aka pyar deshprem meri dhal hai

dard bitega desh jitega

baccha baccha jab ye bolega guman se

bhart mai rhta hu mai bhart mera naam hai

sare jaha se aacha hindosta hmara

ram ke naam allaah ke naam

aakhir mai sbka dekha ek hi kaam

todo mrodo becho khrido bas apna hi socho kyo ki

shanti ka samzeta hai ya samzaute ki shanti

kitne fode kitne mare kya public nahi janti

janti hai na bhai kitne fode kitne mare

kya public nahi janti jab hava mai gardn udati

seema par jawan ki kyo whatsap par lgti boli

boli uski jaan ki jay jawan hai ha jay kisaan hai ha

fir bhi dashko se aavam preshaan hai

sare jaha se achha hindosta hamara

sare jaha se achha hindosta hamara

sansad mai hamla ho ya bam fate mumbai mai

kuch na kahna sab kuch sahna

democracy to yahi hai sab kuch sahna

democracy to yahi hai right to talk right to walk

right to justice right to mock

right to freedom right to kiss

right to shout right to piss in public!

democracy ka ek hi matlab right to truth

vo apni jaan tha bhart ki shaan tha

adhuri thi kahani adhuri daasta

mryutu ka rahsy tha ya rahsy ki mryutu

saare jahan se acchha hindosta hamara

saare jahan se acchha hindosta hamara

saare jahan se acchha hindosta hamara

Explore this song