Roman script

kaesriya balma aago re virhan ka updesh re 
jit chaho ut jaiyo jit chaho ut jaiyo 
kesar sathe 
ishk gali na jaiyo kade ishk gali na jaiyo 

man more tak sawale chahare 
ho man more tak sawale chahare 
tu na moye bharmaiyo 
satrangi naino ke dore tu na moye uljhaiyo 
kade ishk gali na jaiyo shk gali na jaiyo

ho sapno ki ye adiya chhile maruthal mein bhatkaiyo 
sapno ki ye adiya chhile maruthal mein bhatkaiyo 
kare ashko ke marham se ghadi ghadi tadpaye
dard ka kasa de na mose na dar dar bhikh magaiyo 
satrangi naino ke dore tu na moye uljhaiyo 
kade ishk gali na jaiyo shk gali na jaiyo
kade ishk gali na jaiyo shk gali na jaiyo
ho sukh dukh ek bata ke kore dukh se jholi bhar de 
chhin ke apne karke tanha tujhko bavra kar de 
sukh dukh ek bata ke kore dukh se jholi bhar de 
chhin ke apne karke tanha tujhko bavra kar de 
patthar dil duniya se mohe patthar na marvaiyo 
satrangi naino ke dore tu na moye uljhaiyo 
kade ishk gali na jaiyo shk gali na jaiyo
kade ishk gali na jaiyo shk gali na jaiyo
kade ishk gali na jaiyo shk gali na jaiyo
kade ishk gali na jaiyo shk gali na jaiyo

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Faaiz Anwar, Rohit Sharma