Roman script

teri kuch baate yaad mujhe aati hain 

tune kaha tha o sanwali hasina 

tujhse bichhad ke nahi hai mujhko jina 

kyon juda phir ho gaya tu 

milte milte kho gaya tu 

teri kuch baate yaad mujhe aati hain 

tune kaha tha o sanwali hasina 

tujhse bichhad ke nahi hai mujhko jina 

aankhe meri dhundhati hai tujhko 

sar pe meri aarzoo 

dhadkan meri de rahi sadaye 

jane kaha hoga tu jane kaha hoga tu 

teri kuch baate yaad mujhe aati hain 

tune kaha tha o sanwali hasina 

tujhse bichhad ke nahi hai mujhko jina 

kyon juda phir ho gaya tu 

milte milte kho gaya tu 

teri kuch baate yaad mujhe aati hain 

tune kaha tha o sanwali hasina 

tujhse bichhad ke nahi hai mujhko jina 

jhuthi teri chahate o dilbar 

jhuthi wafaye sabhi 

dil ko mere tod gaya tu 

bhulungi main na kabhi 

bhulungi main na kabhi 

teri kuch baate yaad mujhe aati hain 

tune kaha tha o sanwali hasina 

tujhse bichhad ke nahi hai mujhko jina 

kyon juda phir ho gaya tu 

milte milte kho gaya tu 

teri kuch baate yaad mujhe aati hain 

tune kaha tha o sanwali hasina 

tujhse bichhad ke nahi hai mujhko jina 

nahi hai mujhko jina 

nahi hai mujhko jina 

jina jina

Explore this song