Roman script

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

kahna re kanha matwala re kahna re kanha matwala re

bansi bajaye jadu chalaye gopin ke sang sang ras rachaye 

gopin ke sang sang ras rachaye jamuna kinare gauwe charaye

rang gali me dhum machaye rang gali me dhum machaye

gaye rijhaye man matwala re jai jai jai ho

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

chail chabila jan jan ka pyara aisa anokha sabse hai nyara

aisa anokha sabse hai nyara gokul ka nanda lage dulara

nand yashoda ke aankho ka tara

nand yashoda ke aankho ka tara

apne hi rang me rang dala jai jai jai ho

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

ho suraj bhi tum ho chanda bhi tum ho

sabke hriday ke taro me tum ho sabke hriday ke taro me tum ho

dharti bhi tum ho ambar bhi tum ho

jiwan ki har jhankaro me tum ho 

jiwan ki har jhankaro me tum ho

karishan kahaiya gopala re jai jai jai ho

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

kahna re kanha matwala re kahna re kanha matwala re

sawra salona shyam rang wala sare jagat ko magan kar dala

Explore this song