Roman script

ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain 

ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain 

jag samjhe kya samjhe jag samjhe preet humari

nayi baat hain janmo ka nahi, sadiyo ka

tera mera sath hain janmo ka nahi, sadiyo ka

tera mera sath hain tune mujhe ha maine

tune mujhe jaan liya ye badi baat hain

ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain 

tu deep hain main hu teri baati

tu na hota to main kahan jati

tu deep hain main hu teri baati

re tu na hota to main kahan jati

o ek duje ke sahare gujre din rain humare

ho ek duje ke sahare gujre din rain humare

tune mera ha maine tune mera sath diya

ye badi baat hain ek nahi kai janmo ka

tera mera sath hain  janmo ka nahi, sadiyo ka

tera mera sath hain

ek tu hi to dukh mera bujhe

tu na ho to na kuch mohe sujhe

ek tu hi to dukh mera bujhe

re tu na ho to na kuch mohe sujhe o phul mile ya kaante

wahi meet jo dukh sukh baathe phul mile ya kaante

wahi meet jo dukh sukh baathe tune mujhe ha maine

tune mujhe apna kaha ye badi baat hain

ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain 

ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain 

jag samjhe kya samjhe jag samjhe preet humari

nayi baat hain janmo ka nahi, sadiyo ka

tera mera sath hain janmo ka nahi, sadiyo ka

tera mera sath hain tune mujhe ha maine

tune mujhe jaan liya ye badi baat hain

ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain 

ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain 

tera mera sath hain o tera mera sath hain

Explore this song