Roman script

sajan tum hame yuhi sataya na karna

sajan tum hame yuhi sataya na karna

kahi tum hame man se bhulaya na karna

kahi tum hame man se bhulaya na karna

sajan tum hame yuhi sataya na karna

man me viraje murat hai teri

man me viraje murat hai teri

chalke hai naina yad me teri

chalke hai naina yad me teri yad me teri

sada tum chupake hame man me rakhna 

sada tum chupake hame man me rakhna 

kahi tum hame man se bhulaya na karna

sajan tum hame yuhi sataya na karna

jaha bhi mai dekhu waha tu hi tu hai

jaha bhi mai dekhu waha tu hi tu hai

prem dagar ka sathi bhi tu hai

prem dagar ka sathi bhi tu hai sathi bhi tu hai

suno mere chaliye kabhi chal na karna

suno mere chaliye kabhi chal na karna

kahi tum hame man se bhulaya na karna

sajan tum hame yuhi sataya na karna

charno me tere hai meri kashi

charno me tere hai meri kashi

yug yug se hu mai teri dasi

yug yug se hu mai teri dasi mai teri dasi

daya karke mujhko sharan me tum rakhna

daya karke mujhko sharan me tum rakhna

kahi tum hame man se bhulaya na karna

kahi tum hame man se bhulaya na karna

sajan tum hame yuhi sataya na karna

Explore this song