Roman script

sajan aao aao aao 

man ki nagariya basao

sajan aao aao aao 

man ki nagariya basao

bali umariya me rog lagakar

bhul hame na jao

bali umariya me rog lagakar

bhul hame na jao

sajan aao aao aao

man ki nagariya basao

badal aaye kare kare

badal aaye kare kare

tum bin barse naina hamare

tum bin barse naina hamare

kab tak dekhu raah tihari

aur na ab tadpao

kab tak dekhu raah tihari

aur na ab tadpao

sajan aao aao aao

man ki nagariya basao

atriya pe aayo aayo mora saiya

atriya pe aayo aayo mora saiya

chain nahi aaye jiya gabraye

chain nahi aaye jiya gabraye

bairan ratiya kate na katti

man ko dheer bandhao

bairan ratiya kate na kat ti

man ko dheer bandao

sajan aao aao aao

man ki nagariya basao

Explore this song