Roman script

raam kasam main apni kasam main

ghunghat ke pat na kholu re

raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re

ab to gaya ghunghat ka zamana

ab to gaya ghunghat ka zamana

aaya naya zamana, aaya naya zamana

sath chalenge, na darenge

gaayenge english gana

jaao ji main na bolu re

jaao ji main na bolu re

raam kasam main apni kasam main

ghunghat ke pat na kholu re

raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re

ghunghat ke baahar nikala jo

ghunghat ke baahar nikala jo

mukhada mera gulaabi mukhada mera gulaabi

saas meri maargi tana

saas meri maargi tana

hansegi meri bhabhi, hansegi meri bhabhi

laaj ke maare chhupti jaaun

laaj ke maare chhupti jaaun

main na piya se bolu re

main na piya se bolu re

raam kasam main apni kasam main

ghunghat ke pat na kholu re

raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re

jaao ji main na bolu re

jaao ji main na bolu re

raam kasam main apni kasam main

ghunghat ke pat na kholu re

raam kasam main ghunghat ke pat na kholu re

Explore this song