Roman script

raat ne kya kya khvab dikhaaye 

rang bhare sau jaal bichhaye 

ankhe khuli to sapne tute 

rah gaye gam ke kale saye 

raat ne kya kya khvab dikhaaye 

ooo..  

ham ne to chaaha bhul hi jaye 

vo afsana kyo dohraye

ham ne to chaaha bhul hi jaye 

vo afsana kyo dohraye

kyun rah rah ke yaad dilaye

raat ne kya kya khvab dikhaaye 

rang bhare sau jaal bichhaye 

ankhe khuli to sapne tute 

rah gaye gam ke kale saye 

raat ne kya kya khvab dikhaaye 

ooo..  

dil me dil ka dard chhupaye 

chalo jaha qismat le jaye

dil me dil ka dard chhupaye 

chalo jaha qismat le jaye

duniya parayi log paraye 

raat ne kya kya khvab dikhaaye 

rang bhare sau jaal bichhaye 

ankhe khuli to sapne tute 

rah gaye gam ke kale saye 

raat ne kya kya khvab dikhaaye

Explore this song