Roman script

prem ki pyaari nishaani

jaag rahi sar pe baadal taaj

ruk musaafir aansu ki

ruk musaafir aansu ki

bhent chadha le aaj

sar pe baadal taaj

aahen, aahen tumhaari ae shah jahan

rakh gayi ye prem kaa nishaan

maut jeet ke tum hi bassaye

yahaan prem ka raaj

tajmahal mere taaj

tajmahal mere taaj

prem ki rani kaha mumtaz

piyaa ke abhimaan

tumhri yaad kare kare roye

tumhri yaad kare kare roye

pyara hindustan 

aansu bahawe aage jamuna 

jamuna, jamuna

chameli kusum roye apna

chameli, chameli, chameli

chameli kusum roye apna

bujh gayi shamaa mehfil ki

pade reh gaye saaz

tajmahal mere taaj

tajmahal mere taaj

Explore this song