Roman script

takdir hansi aansu nikale 

ek thes lagi dil tut gaya 

ab jina bhi koi jina hai

jab sath kisi ka chut gaya 

takdir hansi aansu nikale 

bekar hai dil ki dhadkan me 

bekar hai dil ki dhadkan me 

aawaj na do aawaj na do 

tum dur huye majbur hai hum 

milne ka sahara chut gaya 

takdir hansi aansu nikale 

duniya se wafa ki aas nhi 

duniya se wafa ki aas nhi 

aur tum bhi humare pas nhi 

us dil ki halat kya hogi 

jis dil ka thala fut gaya

takdir hansi aansu nikale 

ab yad tumhari aankho me 

ab tad tumhari aankho me 

aansu bankar betab hui 

khamosi meri friyade hai 

dil beth gaya ji chut gaya

takdir hansi aansu nikale 

wo aag lagai duniya ne 

wo aag lagai duniya ne 

dil apna jal kar khak hua

mitti me mila di tumne jo 

kismat ka sitara tut gaya

takdir hansi aansu nikale

ek thes lagi dil tut gaya  

takdir hansi aansu nikale

Explore this song