Roman script

ye nazar takti hai nishana koi bhule se ghayal na ho

is se bachkar rahe ye zamana koi nazro pe mayal na ho

nazar nahi hai ye hai mastiyo ka paimana

isi ke milne se hota hai koi diwana

isi ke milne se hota hai koi diwana

isi nazar me hai har zindagi ka afsana

isi nazar me hai har zindagi ka afsana

yahi nazar ko bana dega sabse begana

yahi nazar ko bana dega sabse begana

hosh jisko ho apne bachana us nazar ke mukabil na ho

hosh jisko ho apne bachana us nazar ke mukabil na ho

ye nazar takti hai nishana koi bhule se ghayal na ho

yahi nazar to do aalam tabah karti hai

yahi nazar to do aalam tabah karti hai

yahi nazar to har ek dil me rah karti hai

yahi nazar to mitane ki chah karti hai

yahi nazar to mitane ki chah karti hai

ye war karti hai aur bepanah karti hai

ye war karti hai aur bepanah karti hai

is nazar se nahi kuch bhi pana koi apna hi katil na ho

is nazar se nahi kuch bhi pana koi apna hi katil na ho

ye nazar takti hai nishana koi bhule se ghayal na ho

Explore this song