Roman script

piya ki baansuriyaa piya ki baansuriyaa

huyi kaleje paar piya ki baansuriya

huyi kaleje paar pyaar ki raaginiya

karne lagi jhankaar saheli baawariya

saheli baawariya kabhi na keejo pyaar

saheli baawariya kabhi na keejo pyaar

pyaar ki baansuriyaa bajti din do chaar

saheli baawariya

banu main joganiya jaau piya ke dwaar

banu main joganiya jaau piya ke dwaar

dwaar pe saajaniya karungi preet pukaar

dwaar pe sajaniya karungi preet pukaar

piya ki baansuriyaa raseeli sundariya

nahi pyaar mein saath raseeli sundariya

nahi pyaar mein saath paar nahi sundariya

dubogi manjhdhaar paar nahi sundariya

dubogi manjhdhaar saheli baawariya

preet ki mori naiyya lag jaayegi paar

preet ki mori naiyya lag jaayegi paar

paar more saajaniya piya hain khewanhaar

paar more sajaniya piya hai khewanhaar

piya ki baansuriyaa huyi kaleje paar

piya ki baansuriyaa huyi kaleje paar

pyaar ki raaginiyaan karne lagi jhankaar

Explore this song