Roman script

dheere se jana bagiyan mein 
dheere se jana bagiyan mein 
re bhanwara dheere se jana bagiyan mein 
dheere se jana bagiyan mein 
re bhanwara dheere se jana bagiyan mein 
aaj hai chandni ratri
mere jivan ka sathi hai jo 
khovat hai meri magan mein 
re bhanwara dheere se jana bagiyan mein 
aaj hai chandni ratri 
aaj hai chandni ratri 
mere jivan ka sathi hai jo 
khovat hai meri magan mein 
re bhanwara dheere se jana bagiyan mein 
tori gun gun gun gunjaar 
tori jhan jhan jhan jhankar 
dekha na daale sukun mein 
re bhanwara dheere se jana bagiyan mein 
dheere se jana bagiyan mein re bhanwara 
dheere se jana bagiyan mein 
kahi paakh na gir jaye koi  
kahi phul na murjhaye koi 
kahi paakh na gir jaye koi  
kahi phul na murjhaye koi 
dekh nagina kaliyan mein 
re bhanwara dheere se jana bagiyan mein 
teri koyaliya ku ku na bol 
o papihe na kar tu kanol
teri koyaliya ku ku na bol 
o papihe na kar tu kanol
piya aa gaya hai hamare bhawan mein 
piya aa gaya hai hamare bhawan mein 
re bhanwara dheere se jana bagiyan mein

Song details

Song video

Watch on YouTube