Roman script

muddat ke baad ham ye khushiya mana rahe hai

muddat ke baad ham ye khushiya mana rahe hai

muddat ke baad gunja hai ye buland nara

muddat ke baad gunja hai ye buland nara

aajad ho gaya hai hindustan hamara

bharat hai rani unka

jo hai shahid sachche

balidan de gaye jo

badhe jawan bachche

unhi ke rang se rangin hai

ye chaman hamara

aajad ho gaya hai hindustan hamara

Explore this song