Roman script

preet nibhani balma tum kya jano

sajna tum kya jano

preet nibhani balma tum kya jano

sajna tum kya jano

dali dali koyal kali geet gaye

kahe aise me chanchal dil machal jaye

rut hai suhani balma

balma tum kya jano

sajna tum kya jano

preet nibhani balma tum kya jano

sajna tum kya jano

ghire badri rain kajri dara jaye

akelapan mujhpe bijli gira jaye

dil ki kahani balma

balma tum kya jano

sajna tum kya jano

preet nibhani balma tum kya jano

sajna tum kya jano

meri aankhe kab se machle jharokho me

jiyu kaise tere sapno ke dhokho me

ankhiya diwani balma

balma tum kya jano

sajna tum kya jano

Explore this song