Roman script

phir mujhe did-ae-tar yad aaya

dil jigar tishana-ae-fariyad aaya

phir mujhe did-ae-tar yad aaya

dam liya tha na qayamat ne hano

dam liya tha na qayamat ne hano

phir tera vaqt-ae-safar yad aaya

phir mujhe dida-ae-tar yad aaya

zindagi yun bhi guzar hi jati 

zindagi yun bhi guzar hi jati 

kyun tera rahaguzar yad aaya

phir mujhe did-ae-tar yad aaya

phir tere kuche ko jata hai kayal 

phir tere kuche ko jata hai kayal 

dil-e-gumagashta magar yad aaya

phir mujhe did-ae-tar yad aaya

Explore this song