Roman script

patli kamar hai tirchhi nazar hai

khile phul si teri javaani

koi bataaye kaha qasar hai

patli kamar hai tirchhi nazar hai

patli kamar hai tirchhi nazar hai

o aaja mere man chaahe baalam

aaja tera aankho me ghar hai

aaja tera aankho me ghar hai

mai chanchal madmast pavan hu

mai chanchal madmast pavan hu

jhum jhum har kali ko chumu

jhum jhum har kali ko chumu

bichhad gayi, bichhad gayi mai ghaayal hirni

tumko dhudhu ban ban ghumu

meri zindagi mast safar hai

meri zindagi mast safar hai

patli kamar hai tirchhi nazar hai

patli kamar hai tirchhi nazar hai

o aaja mere man chaahe baalam

aaja tera aankho me ghar hai

aaja tera aankho me ghar hai

tum bin naino ki barasaate

rok na paau laakh manaau

tum bin naino ki barasaate

rok na paau laakh manaau

mai bahate dariyaa kaa paani

mai bahate dariyaa kaa paani

khel kinaaro se badh jaau

khel kinaaro se badh jaau, bandh na paau

nayaa nagar nit nayi dagar hai

patli kamar hai tirchhi nazar hai

patli kamar hai tirchhi nazar hai

o aaja mere man chaahe baalam

aaja tera aankho me ghar hai

aaja tera aankho me ghar hai

patli kamar hai tirchhi nazar hai

patli kamar hai tirchhi nazar hai

Explore this song