Roman script

pardeshi ho han han pardeshi ho 

hum se rakhiya bandha 

pardeshi ho han han pardeshi ho 

hum se rakhiya bandha 

rakhiya bandhavo bhaiya humare 

apna maan badao apna maan badao 

pardeshi ho han han pardeshi ho 

hum se rakhiya bandha 

bahne hai hum un viran ki ran chamke talware jinki 

unse hath milao pardeshi ho ya talwar uthao 

ya talwar uthao ya talwar uthao 

apna maan badao apna maan badao 

pardeshi ho han han pardeshi ho 

hum se rakhiya bandha 

bandhi ho bahan ke hatho se rakhi 

jis kalai pe na hira aur moti bhi 

sajega us kalai pe kiya garv 

humayu ne tha un ka naam rakhi 

wahi hai shan viro ki ke jiska nam rakhi hai 

pardeshi ho han han pardeshi ho 

hum se rakhiya bandha 

yahi hai dor jisse dropadi ne shyam ko bandha 

yahi hai dor jisne mulak ki shan ko sadha 

yahi hai dhal viro ki ye hai iman bhai ka 

ye shobha hai ye gorav hai aur ye hai samman bhai ka 

ye shobha hai ye gorav hai aur ye hai samman bhai ka 

pardeshi ho han han pardeshi ho 

hum se rakhiya bandha

Explore this song