Roman script

dekh ke tumko dil dola hai, god promise ham sach bola hai

o hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare

kabhi bolu mai kabhi bole tu i love you

love you, love you, i love you, love you

maine tumpe tumne mujhpe kar diya jadu i love you

love you, love you, i love you

ab tak chhupaye rakha shola dabaye rakha

raz ye hamne ab khola hai, god promise ham sach bola hai

o hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare

o hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare

kaise mai bolu tere sang mai dolu

tere sang jivan ki dor bandhi hai

mai sapano ka sagar tu prem nadi hai

ab tak chhupaye rakha shola dabaye rakha

ab tak chhupaye rakha shola dabaye rakha

chand-chakori jyu duniya me, ram qasam tu rahe jiya me

o hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare

dil me dilbar tu rehta hai, khuda gavah ham sach kaehta hai

o hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare

ek to akabar ka salam usame shamil tera nam

do lafzo me kahata hu mukh se kissa tamam

mai shayar hu mera hai vasta hasino se

teri furqat me soya nahi mahino se

nahi karate ye bate paradanashino se

sar-e-bazar chhodo chhed mahazabino se

ab tak chhupaye rakha shola dabaye rakha

ab tak chhupaye rakha shola dabaye rakha

husn hamesha rutha rehta hai, khuda gavah ham sach kehta hai

o hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare bolo to jiye bolo to mar jaye

hamko tumse ho gaya hai pyar kya kare

Explore this song