Roman script

nazar milao to pata chale

nazar milao to pata chale

ke husn kya hain shbaab kya hain

hu zindagi ka surur hu main

hu zindagi ka surur hu main

ke mere aage sharaab kya hain

jawan nazare ghuli hui hain

hasin baahe khuli hui hain

tumhe kasam hain

meri kasam hain

tumhe kasam hain

meri kasam hain

karib aa hizab kya hain

ye hoth jaise bhare ho sagaar

ye hoth jaise bhare ho sagaar

main sar ifajat tamam mehsat

main sar ifajat tamam mehsat

mere badan ke misal kya hain

mere badan ke misal kya hain

mere labo ka jawab kya hain 

kahan ki duniya

kahan ki ugpa

na mujhko dar hain na koi parwah

jo dil jawan hain, to kaun soche

jo dil jawan hain, to kaun soche

sabab kya hain adaab kya hain 

nazar milao to pata chale

ke husn kya hain shbaab kya hain

hu zindagi ka surur hu main

ke mere aage sharaab kya hain

Explore this song