Roman script

muhabbat ke jhuthe, saharo ne luta
chaman ko chaman ki, baharo ne luta
muhabbat ke jhuthe 
charag andhiyon me, jalaye to kaise 
charag andhiyon me, jalaye to kaise, jalaye to kaise
hamari nazar ko, nazaro ne luuta
chaman ko chaman ki, baharo ne luta
vo jhuthi kasam, vo vafao ke vade 
vo jhuthi kasam, vo vafao ke vade, vafao ke vade
hamen manzilon ke, isharo ne luta
hamen manzilon ke, isharo ne luta
muqaddar se koi, shikayat kare kya 
muqaddar se koi, shikayat kare kya, shikayat kare kya
hame jagmagate, sitaro ne luta
chaman ko chaman ki, baharo ne luta
muhabbat ke jhuthe, saharo ne luta

Song details

Song video

Watch on YouTube