Roman script

milte hi najar unse dil aane ko kya kahiye

dil ho gaya diwana diwane ko kya kahiye

diwane ko kya kahiye

dil ho gaya diwana diwane ko kya kahiye

dil ho gaya diwana diwane ko kya kahiye

diwane ko kya kahiye

kya pyar bhari baate

kya pyar bhari baate chupti hai chupaye se

chupti hai chupaye se

har raz hai afsana afsane ko kya kahiye

afsane ko kya kahiye

dil ho gaya diwana diwane ko kya kahiye

diwane ko kya kahiye

lo wo bhi mohabbat me din raat tadapte hai

jab shamma hai parwana parwane ko kya kahiye

parwane ko kya kahiye

dil ho gaya diwana diwane ko kya kahiye

diwane ko kya kahiye

ek umar to dil apna

ek umar to dil apna pahlu me raha apne

pahlu me raha apne

ab ho gaya begana begane ko kya kahiye

begane ko kya kahiye

dil ho gaya diwana diwane ko kya kahiye

diwane ko kya kahiye

diwane ko kya kahiye

diwane ko kya kahiye

Explore this song