Roman script

mujhko maaf kijiye

mujhko maaf kijiye

mujhko maaf kijiye

rinde kharab jaan ke

aankho pe honth rakh diye

aankho pe honth rakh diye

jaam-e-sharab jaan ke

mujhko maaf kijiye

apni juba kis tarah

kissa e gham baya karu

apni juba kis tarah

kissa e gham baya karu

padhiye meri nigaah ko

dil ki kitaab jaan ke

padhiye meri nigaah ko

dil ki kitaab jaan ke

mujhko maaf kijiye

aapko agar na yaad ho, na yaad ho

aapko agar na yaad ho

apni jafao ke shumar

apni jafao ke shumar

dekhiye mujhko gaur se

farde hisaab jaan ke

dekhiye mujhko gaur se

farde hisaab jaan ke

mujhko maaf kijiye

vada haram hi sahi

aap to ahle khair hai

vada haram hi sahi

aap to ahle khair hai

trishna labi mitayiye

kaare shabab jaan ke

trishna labi mitayiye

kaare shabab jaan ke

mujhko maaf kijiye

hasar me e khuda na le

khuda na le

hasar me e khuda na le

mujhse hisabe khair o shar

mujhse hisabe khair o shar

maine to sab bhula diya

raat ka khaab jaan ke

maine to sab bhula diya

raat ka khaab jaan ke

aankho pe honth rakh diye

jaam-e-sharab jaan ke

mujhko maaf kijiye

Explore this song