Roman script

milke o sanam 
dil haaye kahi kho gaya
tum, tum na rahe 
hum, hum na rahe
milke o sanam 
dil haaye kahi kho gaya
tum, tum na rahe
dil se dil mile to 
hum sapno mein kho gaye
nain se nain mile to 
hum tere liye ho gaye
chhaya wo nasha 
dil haaye kahin kho gaya
tum, tum na rahe
gin gin gin na beete 
ye mausam suhana
ghin ke ghin hua hai 
dil yr deewana
unka ye dil haaye yahi 
dil haaye kho gaya
tum, tum na rahe 
hum, hum na rahe
milke o sanam 
dil haaye kahin kho gaya
tum tum na rahe

Song details

singer: Nutan, Amit Kumar