Roman script

karib aao jaha bhi ho tum 
bhula ke kasme kyun ho gaye gum
kal ki hi to hai baat dono the sath sath 

ye hakikat kaise ban gayi dastaan
ye hakikat kaise ban gayi dastaan
kyun diya tha mujhe janmo ka vaasta
jeeunga kaise ab main tumhare bina
karib aao jaha bhi ho tum 
bhula ke kasme kyun ho gaye gum
ho raha hai mujhe ek ahsaas sa
ho raha hai mujhe ek ahsaas sa
chhu raha ho jaise mujhko aanchal tera 
bula lo mujhko tum le chalo apne sath 
karib aao jaha bhi ho tum 
bhula ke kasme kyun ho gaye gum
kal ki hi to hai baat dono the sath sath 
kal ki hi to hai baat dono the sath sath
karib aao jaha bhi ho tum 
bhula ke kasme kyun ho gaye gum

Song details

Song video

Watch on YouTube