Roman script

kash main hota bahra yaaro phir akal ka andha

band karo ye pagalpan tum aur ye gorkh dhandha

kya samjha hai humko kya hum hai ullu ke patthe

kab tak dete rahoge rishwat gairkanooni hafte

jiski laathi hoti hai hoti hai bhains usi ki

taakat ke nashe me parwah koi kare na kisi ki

apne hathon hi tode basti ye bani banayi

insaa kya ban gaya hai ab ek khooni aur kasayi

band karo ye naare waare band karo sab naatak

pahchano asli chehro ko 

khol ke akal ka faatak

duniya me kitne kism ke hai pagal

hey duniya me kine kism ke hai pagal

socho to khud bhi ban jaoge pagal 

socho to khud bhi ban jaoge pagal

koi pagal mohabbat ka koi deewana daulat ka

jhoothi ijjat aur shohrat ka

shano shaukat aur bahshat ka

paglo ka hi to hai ye jaha

mad it's mad mad world haanji ye hai pagalpan

it's mad mad world don't you think it's madness

mad it's mad mad world haanji ye hai pagalpan

it's mad mad world don't you think it's madness

duniya me kitne kism ke hai pagal

duniya me kaisi ye deewangi

kahi garibi to kahi hai jung

khushi ki ek bhi nahi umang

yu leke naam ram ka 

hum kyu chal rahe hai ravno ke sang

bolo ji kaisa hai ye bharm

isi ko kya kahte hai hum dharm

kanpti hai ab jameen julmo se hai ye tang

bolo kaisi ye jung mad it's mad mad world 

haanji ye hai pagalpan

it's mad mad world don't you think it's madness

mad it's mad mad world haanji ye hai pagalpan

it's mad mad world don't you think it's madness

duniya me kitne kism ke hai pagal

duniya me kaisi ye deewangi

pahuch chuke the hum to chand tak 

ye soch ke chalenge aur door

atemic ghodo pe ho ke sawaar 

chale hai dharti maa ko karne choor

bolo ji kaisa hai ye guroor 

kisi ki lagi hai najar jaroor

sholo me hum ghir gaye ho ke magroor ye kiska kasoor

mad it's mad mad world haanji ye hai pagalpan

it's mad mad world don't you think it's madness

mad it's mad mad world haanji ye hai pagalpan

it's mad mad world don't you think it's madness

duniya me kitne kism ke hai pagal

socho to khud bhi ban jaoge pagal

koi pagal mohabbat ka koi deewana daulat ka

jhoothi ijjat aur shohrat ka

shano shaukat aur bahshat ka

paglo ka hi to hai ye jaha

mad it's mad mad world haanji ye hai pagalpan

it's mad mad world don't you think it's madness

mad it's mad mad world haanji ye hai pagalpan

it's mad mad world don't you think it's madness

Explore this song