Roman script

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

tu hi hai meri mehbuba, tu hi hai meri dilruba

sunle o janejana, dil ye kahe paas aa jana

tu hi hai meri mehbuba, tu hi hai meri dilruba

sunle o janejana, dil ye kahe paas aa jana

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai o

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai o

dekh ke tujhko dil bahlana

dekh ke tujhko dil bahlana

aadat si ho gayi hai

teri ye chanchal jawani, jaise ek tufan hai

teri ye kaatil nigahe, katal ka saman hai

kaise na phir tujhko chahu, dil bada nadan hai

o mere khwabo ki rani, tujhpe sab kurban hai

teri gali me o                       o

teri gali me o

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai o

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai o

dekh ke tujhko dil bahlana

dekh ke tujhko dil bahlana

aadat si ho gayi hai

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

tu hi hai meri mehbuba, tu hi hai meri dilruba

sunle o janejana, dil ye kahe paas aa jana

hey reshmi ye julfe teri, jaise chhayi badliya

shabnami hontho me tere hai, ajab si shokhiya

marmari baahe ye teri, hai kadakti bijliya

mujhko sab manjur hai, teri har ek gustakhiya

teri gali me o o

teri gali me o

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai o

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai o

dekh ke tujhko dil bahlana

aadat si ho gayi hai

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai

teri gali me mera aana, aana

aadat si ho gayi hai

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

ishq lada le, ishq lada le, jaam chadha le

Explore this song