Roman script

mujhko watan ki yaad satati hai 

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

khub rulati hai 

khub rulati hai aur tadpati hai 

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

khub rulati hai 

khub rulati hai aur tadpati hai 

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

jab se ham pardesh mein aaye 

bhai-bahan ka pyar sataye 

yaad aata hai ganv ka manjar 

rah jata hu aansu peekar 

padpati hai maa ki lori 

bachcho ki wo mithi boli 

maa ki khidmat main karta tha 

baap se main kitna darta tha 

mehnat karke mujhko padhaya 

bhukhe rahkar mujhko khilaya 

aaj main kitna door hu unse 

koi unke dil se puchhe 

meri yaad mein rote honge ho 

meri yaad mein rote honge 

milne ke din ginate honge 

unki mohabbat mujhe bulati hai 

unki mohabbat mujhe bulati hai 

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

bibi mujhko khat likhati hai 

khat mein hamesha wo kahati hai 

suna hai ye man ka aangan

jaldi ghar aa jaao sajan 

tum bin naina taras gaye hai 

kitne sawan baras gaye hai 

darwaje khidki, dahlije 

raunak se khali hai chije 

sath mein chahe kuch mat laao

lekin jaldi ghar aa jaao 

dil mein pyar ka deep jalaye 

baithi hu main aas lagaye 

ro deta hu main khat padh ke ho 

ro deta hu main khat padh ke

tukde ho jate hai dil ke 

tanhai ab tanhai ab khun rlati hai 

mujhko watan ki yaad satati hai

khub rulati hai khub rulati hai aur tadpati hai 

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

mujhko watan ki yaad satati hai

Explore this song