Roman script

ek bewafa ke jakhmo par marhum lagane hum gaye

ek bewafa ke jakhmo par marhum lagane hum gaye

marhum ki kasam marhum na mila

marhum ki jagah mar hum gaye

ja bewafa ja hame pyar nahi karna

ja bewafa ja hame pyar nahi karna

tanha hi jee lenge hum jab hai tanha marna

ja bewafa ja hame pyar nahi karna

ja bewafa ja hame pyar nahi karna

dil ne teri pooja ki dil ne tujhko rab mana

dil ki ye nadani thi jo dillagi ko na jana

na to majburi hai na to majburi hai koi

na to lachari hai na to majburi hai koi na to lachari hai

bewafai teri paidaishi bimari hai dil ki ye nadani thi

jo dillagi ko na jana dil ki ye nadani thi jo dillagi ko na jana

jab chot lagi to ye jana jhutha tha har afsana

are ja bewafa ja hame pyar nahi karna

ja bewafa ja hame pyar nahi karna

na kisi ka ab aankhe dekhengi koi sapna na kisi harjai ko

hum kahenge ab apna ye dekhna hai 

ye dekhna hai kahani kaha badalti hai

ye dekhna hai kahani kaha badalti hai

abhi talak to wahi bewafai karta hai

na kisi ka ab aankhe dekhengi koi sapna na kisi harjai ko

hum kahenge ab apna kya apna kya 

begana sab ko humne pahchana

ja bewafa ja hame pyar nahi karna ja 

bewafa ja hame pyar nahi karna

tanha hi jee lenge hum jab hai tanha marna

ja bewafa ja hame pyar nahi karna

Explore this song