Roman script

nano kya kajra gul gaya 

joro ka gajra khul gaya

nano ka kajra gul gaya 

jore ka gajra khul gaya 

bindiya ki chamak fiki pari 

peran churi jid pe ari 

haye bisora kyu diya 

o rabba  tune yah ka kiya

kahi jiya jale kahi diya  

kahi jiya jale kahi diya 

do dil tanha taras rahe hai pyar me 

aag baras rahi savan ki bahar me 

do dil tanha taras rahe hai pyar me

aag baras rahi savan ki bahar me 

apna sab kush kho bethe ik bar me

pyar ki jeet jo badli pyar ki haar me 

humko hi kyu khoon ke asu rona tha

humko hi kyu khoon ka boj ye gum ka dona tha 

humko hi kyu khoon ke asu rona tha

humko hi kyu khoon ka boj ye gum ka dona tha 

dil yohi tuta jase koi khilona tha 

asa sab kyu apne saat hi hona tha 

duniya ne rusla diya jahir judayi ka diya

kahi jiya jale kahi diya  

kahi jiya jale kahi diya 

nano kya kajra gul gaya 

joro ka gajra khul gay

bindiya ki chamak fiki pari 

peran churi jid pe ari 

haye bisora kyu diya 

o rabba  tune yah ka kiya

kahi jiya jale kahi diya  

kahi jiya jale kahi diya 

kahi jiya jale kahi diya  

kahi jiya jale kahi diya

Explore this song