Roman script

hamari banno gulabo ka ful ji 

hamari banno gulabo ka ful ji 

hamari banno gulabo ka ful ji 

ke payari banno gulabo ka ful ji

ke payari banno gulabo ka ful ji

ke payari banno gulabo ka ful ji

najuk bhut hai banni hamri 

banni hamaei banni hamari 

najuk bhut hai banni hamri 

sakhiya ne ki jis ki rakhwali

sakhiya ne ki jis ki rakhwali

vo chan rahi jo sundar si hoor ji

hamari banno gulabo ka ful ji 

hamari banno gulabo ka ful ji 

hamari banno najo se pali

hamari banno najo se pali

ama bahu ki akho ki tari

ama bahu ki akho ki tari

bhiya ke dil se hoti na door ji

hamari banno gulabo ka ful ji 

hamari banno gulabo ka ful ji 

banno hamari nana ki payari

banno hamari nana ki payari 

nani ke dil ki vo hai dulari 

mama ki akho ka vo hai noor ji 

hamari banno gulabo ka ful ji 

hamari banno gulabo ka ful ji

ke payari banno gulabo ka ful ji

ke payari banno gulabo ka ful ji 

hamari banno gulabo ka ful ji 

hamari banno gulabo ka ful ji

Explore this song