Roman script

mere mahbub tujhe pyar karu ya na karu

pyar ho jaye to ikrar karu ya na karu

mere mahbub tujhe pyar karu ya na karu

mai hu taswir-e-fiza

tu hai baharo ki bahar

mai hu taswir-e-fiza

tu hai baharo ki bahar

bas yahi iske siwa sare hi rishte bekar

aise rishte ka bhi izhar karu ya na karu

mere mahbub tujhe pyar karu ya na karu

chain lene nahi deta dil-e-nakam mujhe

chain lene nahi deta dil-e-nakam mujhe

dega kahe ko wafa ka koi inaam mujhe

kisi inaamo me ikrar karu ya na karu

mere mahbub tujhe pyar karu ya na karu

kuch na kahne pe bhi

har baat kaha karta hai

kuch na kahne pe bhi

har baat kaha karta hai

hai ke tu dil ke bhi najdik raha karta hai

dur se bhi tera didar karu ya na karu

mere mahbub tujhe pyar karu ya na karu

Explore this song