Roman script

balama mere balama
raha ab kya merei baho me
jane na koi jane na 
hum to lute teri raho me
balama 
pal pal koi tufan uthe
sahil mera koi nahi
mana ke mai bismil to hu
hasil mera koi nahi
koi fir bhi kabhi kape
mere aansu meri aaho me
balama mere balama
raha ab kya merei baho me
balama 
ye to nahi chaht bhari
bato se gam bat a nahi
par kya karu dil se mere
saya tera hat ta nahi
mai to chahu yu hi bhatku
mere balama teri raho me
balama mere balama
raha ab kya merei baho me
jane na koi jane na 
hum to lute teri raho me
balama

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Dilraj Kaur, Mukesh