Roman script

man prem ki gantho me bandh liyo jag
shyam mora ghanshyam 
man prem ki gantho me bandh liyo jag
shyam mora ghanshyam 
shyam mora ghanshyam 
mukh chuma jora jori aur fir
mukh chuma jora joru aur fir 
chhup gayo gokul gaanv 
chhup gayo gokul gaanv
mukh chand mukut nand lala
mukh chand mukut nand lala
kanan kundal gal mala
kanan kundal gal mala
wo to bansi ki sargam baje
wo to bansi ki sargam baje re
rit tere bin aadha shyam 
rit tere bin aadha shyam
man prem ki gantho me bandh liyo jag
shyam mora ghanshyam 
shyam mora ghanshyam 
mita ram rup se raavan 
aur dusht kans ko mara
mita ram rup se raavan 
aur dust kans ko mara
hai jag viran vishnu murat ke bin
hai jag viran vishnu murat ke bin
ram bana kahi shyam 
ram bana kahi shyam 
man prem ki gantho me bandh liyo jag
shyam mora ghanshyam 
shyam mora ghanshyam

Song details

Song video

Watch on YouTube