Roman script

main to tumhari seeta

main to tumhari seeta

main to tumhari seeta

tu ram ho na ho

ram, ram, ram, shyam ho na ho

apni ma ka sahara liya maine

pal pal naam tumhara liya maine

pal pal naam tumhara liya maine

main to tumhari meera

main to tumhari meera

main to tumhari meera

tu shyam ho na ho

shyam, shyam, shyam ho na ho

mere lahu se mang meri bhar do

laye the doli vida bhi mujhe kar do

laye the doli vida bhi mujhe kar do

duniya me aisi koi

duniya me aisi koi

duniya me aisi koi

fir shyam ho na ho

shyam, shyam, shyam ho na ho

Explore this song