Roman script

mai na bhulunga, mai na bhulunga

in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko

mai na bhulunga, mai na bhulunga

in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko

mai na bhulunga, mai na bhulunga

samay ki dhaara me

samay ki dhaara me umar bah jaani hai

jo ghadi ji lenge

jo ghadi ji lenge, wahi rah jaani hai

mai ban jaau saans aakhari

mai ban jaau saans aakhari, tu jivan ban ja

jivan se saanso ka rishta, mai na bhulungi

mai na bhulungi

mai na bhulungi, mai na bhulunga

barasta saawan ho, mahakta aangan ho

kabhi dil dulha ho, kabhi dil dulhan ho

gagan ban kar jhume, pawan ban kar ghume

chalo raahe mode, kabhi na sang chhod e

kahi pe chhup jaana hai, najar nahi aana hai

kahi pe bas jaayenge, yeh din kat jaayenge

are kya baat chali, woh dekho raat dhali

yeh baate chalti rahe, yeh raate dhalti rahe

mai man ko mandir kar daalu, tu pujan ban ja

mandir se puja ka rishta, mai na bhulunga

mai na bhulunga, mai na bhulungi

mai na bhulunga, mai na bhulungi

in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko

mai na bhulunga, mai na bhulungi

mai na bhulunga, mai na bhulungi

Explore this song