Roman script

mai hu mast madari, mai hu mast madari

bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari

ho mai hu mast madari, mai hu mast madari

khel khel me mel ho dil ka aisa khel dikhau

najaro ki mai dor phenk kar teraa dil ulajhau

pagal ko pagal pahchane jane nahi anaadi

ho mai hu mast madari, mai hu mast madari

bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari

ho mai hu mast madari, mai hu mast madari

chhupne vale chhupkar aate chhupkar kare ishara

lekin dard chhupaye kaise tir-e-najar ka mara

ek adaa pe ham karte karban yeh duniya sari

ho mai hu mast madari, mai hu mast madari

bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari

mai hu mast madari, mai hu mast madari

jamin pe chaand ka nur dekho

ye batre ki hur dekho

aaya aaya salaam mere yaar ka

aaya aaya salaam mere yaar ka

ab nahi gam shab-e-intzaar ka

ab nahi gam shab-e-intzaar ka

ya habibi ya habibi ya habibi

mai hu mast madari, mai hu mast madari

dekho rajasthani paani aayi chham chham karti jawani

aaj maahne aaj maahne aaj maahne

devar le le aayo re

sawaniya man bhayo re bhayo re

sasariye jaaun hud pihare ki aave re

sasariye jaaun hud pihare ki aave re

mai hu mast madari, mai hu mast madari

bina tir dil ghayal kar du, aisa mai hu shikari

ho mai hu mast madari, ho mai hu mast madari

Explore this song