Roman script

lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera

lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera

ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra

ab tujhko dhundhu main kahaan 

milta nahi woh aashiyaan

ab tujhko dhundhu main kahaan 

milta nahi woh aashiyaan

natkhat si ek ladki kaagaz ki kashti lekar

baarish me bhigati thi mujhko bhi bhigoti thi

aaye jo phir wo baarish teri yaad lekar aaye

paagal ye mere dil ko bechain karke jaaye

ab tujhko dhundhu main kahaan

milta nahi woh aashiyaan

ab tujhko dhundhu main kahaan

milta nahi woh aashiyaan

bachpan ka pyaar mera 

khoya tha yahi ek din

gar pyaar mein kashish hai

do dil milenge ek din

mere yaar se mila de khuda ehsaan hoga tera

ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra

ab tujhko dhundhu main kahaan

milta nahi woh aashiyaan

ab tujhko dhundhu main kahaan

milta nahi woh aashiyaan

lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera

lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera

ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra

ab tujhko dhundhu main kahaan

milta nahi woh aashiyaan

ab tujhko dhundhu main kahaan

milta nahi woh aashiyaan

Explore this song