Roman script

shabdon mein kya bayaan karoon

tere husn ka jamaal

jo dekhe wo yahin kahe

kudrat ka hai kamaal

kudrat ka hai kamaal

tu kudrat ka hai kamaal

shabdon mein kya bayaan karoon

tere husn ka jamaal

jo dekhe wo yahin kahe

kudrat ka hai kamaal

kudrat ka hai kamaal

tu kudrat ka hai kamaal

chehra hai ya hai gulaab

rangat hai gulaab si

teri mast mast aankhon se

chhalke hai kuchh sharaab si

teri mast mast aankhon se

chhalke hai kuchh sharaab si

chhalke hai kuchh sharaab si

chhalke hai kuchh sharaab si

chehra hai yaa woh chaand hai

tera kya doon main bemisaal

jo dekhe wo yahin kahe

kudrat ka hai kamaal

kudrat ka hai kamaal

tu kudrat ka hai kamaal

angadaai tu jo leti hai

dil zor se dhadkta hai

bikhraye jo tu zulfon ko

khushboo se dil mehekta hai

bikhraye jo tu zulfon ko

khushboo se dil mehekta hai

khushboo se dil mehekta hai

khushboo se dil mehekta hai

teri ek muskurahat pe

mite hai dil ka har malaal

jo dekhe wo yahin kahe

kudrat ka hai kamaal

kudrat ka hai kamaal

tu kudrat ka hai kamaal

Explore this song