Roman script

aankhon ne tujhko dekha to dil mein basaa liya

bin bole maine tujhse hi tujhko chura liya

nazre lipat rahi hai tere tan badan se aise

chahat ke sard bediya kadmon se lipte jaise

maine khuda se maanga to

maine khuda se maanga toh kismat se paa liya

aankhon ne tujhko dekha toh dil mein basaa liya

rasta alag alag hai tanhaa chale kahaan tak

dekhun main teri surat jaaye nazar jahaan tak

tujhko banake dhadkan

tujhko banake dhadkan dil mein bitha liya

aankhon ne tujhko dekha toh dil mein basaa liya

aankhon ne tujhko dekha toh dil mein basaa liya

bin bole maine tujhse hi tujhko chura liya

bin bole maine tujhse hi tujhko chura liya

aankhon ne tujhko dekha toh dil mein basaa liya

aankhon ne tujhko dekha toh dil mein basaa liya

Explore this song