Roman script

kya sath mera doge tum pyar ki rahon me

jina tere kadmon me marna teri bahon me

kya sath mera doge tum pyar ki rahon me

jina tere kadmon me marna teri bahon me

kya sath mera doge

kahdo ki na badloge tum apne irade ko

kahdo ki na badloge tum apne irade ko

likha hua dil par hai is pyar ke wade ko

aati hai nazar dil ki taswir nigahon me

jina tere kadmon me marna teri bahon me

kya sath mera doge

ijrar ye nazuk hai tootega to kya hoga

ijrar ye nazuk hai tootega to kya hoga

hamse to nahin hoga auron se hua hoga

bhule hain ye nagma badlega na ahon me

jina tere kadmon me marna teri bahon me

kya sath mera doge tum pyar ki rahon me

jina tere kadmon me marna teri bahon me

kya sath mera doge

Explore this song