Roman script

koi din zindagi ke gunguna kar hi bitata hai

koi din zindagi ke gunguna kar hi bitata hai

koi pa kar ke khota hai, koi kho kar ke pata hai

humari zindagi bhi kya kabhi hansna kabhi rona

humari zindagi bhi kya kabhi hansna kabhi rona

jise hum apna kahte hain wo humse dur jata hai

umeede lut gayi jiski tasavvur chhin gaya jiska

umeede lut gayi jiski tasavvur chhin gaya jiska

wo kashti aap hi gahare samundar me dubata hai

agar dil ho gaya vira karunga maut se ulfat

kisi badhal par ab kaun do aansu bahata hai

kisi ke chain se aaram se, kya vasta apna

na koi sath deta hai na koi paas aata hain

koi din zindagi ke gunguna kar hi bitata hai

Explore this song