Roman script

kissa hota hai shuru paak ishq rangun

naam ameer damishq ke the ek takht nasheen

nek bashar the shaah aur raiyat per nek nazar thi

nek bashar the shaah aur raiyat per nek nazar thi

tha ek kaif azhad ulfat jiske uper thi

the sultaan sardaar ek sultaani thi unke

naazo ki paali pyaari laila dukhtar thi

kahu kya ishqbaazi ka nirala hi fasaana tha

kahu kya ishqbaazi ka nirala hi fasaana tha aa

ye alhadpan mein wo dono ladakpan ka zamana tha

aake maktam mein aapas mein taak aur jhaank rehti thi 

yahi tha shahal rozaana ka padhne ka bahana tha

dili ulfat thi do jaanib na ik tarfa mohabbat thi

fida thi kaif per laila wo laila per deewaana tha

aji ek baat bhi ye hairat e angez thi ee ee kaisee

mijaaz e kaif bachpan hi se yaaro aashiqana tha

main sunaati hun ik maajraa-e-ajab

qais tumse hai bilkul sharam hi nahin

hai mohabbat bahut kuch bhi tumse mujhe

fark is mein tumhaari kasam bhi nahi

hai mohabbat bahut kuch hi tumse mujhe ae

teri baanki adaa pe main khud hun fida

apni chaahat ka dilbar bayaa kya karu

yehi khwaahish hai tum mujhko dekhaa

karo yehi khwaahish hai tum mujhko dekha

karo aur dil-o-jaani main tumko dekha

karu yehi khwaahish hai tum mujhko dekhaa karo

kya haqeekat judaai ki

zaahir karun badi

mujhko bhi jo bekaraari rahe

bhulti yaad pal ko nahi jhulti meri

aankho mein surat tumhaari rahe

bhulti yaad pal ko nahi jhulti

ye rab meri tumse hai maah-e-naqaab

dil lagaake na dil ko hata lena

tum bewafai na karna kabhi bhul

kar bewafai na karna kabhi bhul kar

gar mohabbat karo to nibha dena tum

bewafai na karna kabhi bhul ke ae ae

Explore this song