Roman script

kisi ko kya khabar hamare dil par

hamare dil par kya kya gujarti hai

gujarti hai gujarti hai

jara tu dekh idhar aankhe to char kar

aankhe to char kar hasrat nikalti hai

nikalti hai nikalti hai kisi ko kya khabar

badnam na karo ji badnam na karo ji

prem kahani pyar ki jaha ki hai

taslum nishani badnam na karo ji

badnam na karo ji

prem kahani pyar ki jaha ki hai

taslum nishani bebas pe raham kar

ye aankhe ro rokar din rat chalakti hai

chalakti hai chalakti hai kisi ko kya khabar

pahli najar me hamne pahli najar me hamne

dil ko luta diya khake kasam kisi ko

apna bana liya

pahli najar me hamne dil ko luta diya

khake kasam kisi ko apna bana liya

hai kaafi ek najar ho pyar ki magar

dunia badalti hai badalti hai

badalti hai kisi ko kya khabar

ek dard de diya ek dard de diya

ehsan kar diya kehte hai kisi ne 

aaj kamal kar diya ek dard de diya

ehsan kar diya kehte hai kisi ne 

aaj kamal kar diya ab kaise ho safar

jab yade rah rah kar dil me machalti hai

machalti hai machalti hai

kisi ko kya khabar hamare dil par

hamare dil par kya kya gujarti hai

gujarti hai gujarti hai

Explore this song